❥ Sawaal: Assalamualaiqum warahmatullah wabarakatuhu.
Mufti shab. Farz namaz me jaise imam shab rooku me hai.aur mukhtadi namaz me niyat band kar rooku me gaya aur 1 hi baar subhanAllah rabbiyal azeem padh paya fauran imam shab ne samiallahulimanhameeda kahe diya to kiya woh rakaat mukhtadi ki ho jayegi jo ki sirf 1 hi baar usne subhanAllah rabbiyal azeem padh paya baraye maherbani quran aur hadees ki roshni me rahenumai kariye.Jazakallahukhairah
Mohammad Ubaid.
°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°
☑ Sawaal isbotse @masaail_bot ya islinkse Islamiguide.com/ask-a-question se karsakte hain.
Sawaalat ke jawaabat
Niche Diyegaye Sawaalat ke jawaabat is Telegram Channel https://telegram.me/masaail me dekhsakte hain



0 comments:
Post a Comment