Pages

Sawaalat ke jawaabat

Niche Diyegaye Sawaalat ke jawaabat is Telegram Channel https://telegram.me/masaail me dekhsakte hain

Tuesday, 17 January 2017

✺ Female

❥ Sawaal:      Assalamu Alaikum Wa-Rahmatullahi wa barakatuh. Mufti Sahab darasal mayri shaadi ko sadhay 4 saal ho gayai hai. Maraa Nikaah jis shakis kay saath huwaa tha uska naam Asghar Ali naik hai. Is shakhs nay majay Mukhtalif waqhton me 3 talaaq diyai hain,  laykin maslaa yai hai ki woh ab inkaar kar rahaa Hai,  pahlay kahan ki mai nay 2 diyai hai ur phir kahtaa  hai ki may nay Aapko aik (1) hi baar talaaq dee Hai, ab kehta hai ki agar may nay tumko 3 talaq diyai hai tum in 3 talaaqo ki gawahi paish karo, jab'ki mai un teen talaqo ki khud gawaah hun, jo mene apnay kaano say sunay aur jo ki usnay mujay band kamray main diyai hain. Kya me kaisay gawaah paish Kar sakon gi, jb ki wo ab khud ye kehtaa Hai ki mene aapko teen talaaq diyai Hai, gawaah paish Karo, kya Talaaq daitay waqt qawaah rakhna zaroori Hai. 

Hazrat aap maray is maslai  mai meri rahnumayi farmayain kya mara khud 3 baar talak sunna kafi nahi hai.

Kya istarah talaaq waqah nahi hosakti Hai, wo kehtaa Hai mene talaaq nahi diyai, jb ki usnay mujhai diyai Hai talaaq wo bhe aik nahi balki teen Talaaq diyai Hai. 

Saffaanah Jameelah (Sumairaa) 

From Kashmir Srinagar (India)
°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°
☑ Sawaal isbotse @masaail_bot ya islinkse Islamiguide.com/ask-a-question se karsakte hain.

0 comments:

Post a Comment