❥ Sawaal: Assalamualaikum
1- Mera sawal h ki agar 4 rakat ki namaz me bhool kr 2 ya 3 rakat PE Salam pher Diya to Kya kren.?
2- kis namaz me bhool ho jaye ispe sajda e suhoo krna tha lekin phir dobara bhool gya sajda e suhoo krna to Kya namaz manegi jayegi ya phir se parhna padega.
3- namaz me sura e fatiha k baad Ameen kahna ya rukoo k baad rabbana lakal hamd kahna bhool gya to namaz hogi??
Shukriya
〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰
☑ Sawaal isbotse @masaail_bot ya islinkse Islamiguide.com/ask-a-question se karsakte hain.
Sawaalat ke jawaabat
Niche Diyegaye Sawaalat ke jawaabat is Telegram Channel https://telegram.me/masaail me dekhsakte hain



0 comments:
Post a Comment