❥ Sawaal: Sarfraz Ahmed main ne 2 saal pehle karobar shuru Karachi Main jis area main shop open ki us k opposite side pe 12 saal pehle hamara general store tha jo Buhat famous tha store ka naam waalid sahab ne apne naam se rakha Tha takreebn 35 saal Purana store tha Abu k Islamabad ane k baad owner se tanazaa ki Waja se Khali kardiya ab main ne usi Purana store k Samne Islamabad se ane k baad sheermal nan ki shop banai shop ka naam main waalid sahab ya apne bete wasay k naam Se shuru Karna chahta tha bhai ne investment kia as a partner unhoo ne Kaha almadina sheermal corner naam Se Dukan ka naam rakho hum ne banner pe likha mashoor ———- store walo ki taraf Se almadina sheermal & nan corner ab bhai partner nahi hain. Kya main almadina naam ki jagah doosra naam rakh Sakta hoo mujhe Buhat se khayal ate hain k yeh ghalat hai gunha Ho GA barkat na rahe shayad muqadas naam Hai pyare Nabi (s. a. w) se mansoob or mashoor… Kya naam tabdeel Karna drust Ho ga Sharia ki roshni main iss ka kya hukum hoga.
〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰
☑ Sawaal isbotse @masaail_bot ya islinkse Islamiguide.com/ask-a-question se karsakte hain.
Sawaalat ke jawaabat
Niche Diyegaye Sawaalat ke jawaabat is Telegram Channel https://telegram.me/masaail me dekhsakte hain



0 comments:
Post a Comment